Roman script

tukde hai mere dil ke, ai yaar tere aansu
dekhe nahi jaate hai, dildaar tere aansu

katre nahi chhalke ye, aankho ke piyaalo se
moti hai muhobbat ke, in phul se gaalo pe
in phul se gaalo pe
bahne nahi dunga bekaar tere aansu 
dekhe nahi jaate hai, dildaar tere aansu
tukde hai mere dil ke, ai yaar tere aansu
ashko se bhara dekhu kaise teri aankho ko 
ai jaan ye sulagta gam, de de meri aankho ko
de de meri aankho ko
palko pe utha lunga, sau baar tere aansu 
dekhe nahi jaate hai, dildaar tere aansu
tukde hai mere dil ke, ai yaar tere aansu

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Asha Parekh, Mumtaz, Biswajeet