Roman script

who's that, who's that girl

who's that, who's that girl

who's that, who's that girl

who's that, who's that girl

aa haay, are sun le nakhrewali

aur sun le o matwaali hay

meri bechaini nahi ghatti 

meri tujhse nazar nahin hatti 

meri tujhse nazar nahin hatti 

han meri tujhse nazar nahi hatti

tuk tuk dekhe, pal pal dekhe

dekhe aankhe phaad ke 

tuk tuk dekhe, pal pal dekhe

dekhe aankhe phaad ke 

door door se, ghur ghur ke

maare najariya taad ke

are yeh to bata

are yeh to bata dekhta hai tu kya

are yeh to bata dekhta hai tu kya

khul ke bata de o rasiya, dekhta hai tu kya

are yeh to bata dekhta hai tu kya

kaise musibat taalu yeh sar se

niklu main kaise niklu jo ghar se

jaau idhar se, chaahe udhar se

aa jaata hai tu jaane kidhar se

bhid bhaad mein

bhid bhaad mein, mauka paa ke

paas mere jo aaye tu

kaala chashma lagaa ke 

chupke chukpe dekhe jaaye tu

are yeh to bata 

are jaan le legi kya chhori

are yeh to bata dekhata hai tu kya 

are yeh to bata dekhata hai tu kya 

khul ke bata de o rasiya, dekhata hai tu kya

are yeh to bata dekhta hai tu kya

tu jo bulake saara zamana 

mujhpe hua hai aisa deewana

apno se banke tu begana 

duniya se banke tu anjaana

dekhata hai mujhe

dekhata hai mujhe, sham sawere

dekhata tu din raat hai

aisi bhi kya sundar hu main

aisi bhi kya baat hai

are yeh toh bata, bata na

are yeh to bata dekhta hai tu kya

are yeh to bata dekhta hai tu kya

khul ke bata de o rasiya, dekhta hai tu kya

are yeh to bata dekhta hai tu kya

khul ke bata de o rasiya

are khul ke bata de o rasiya

ho tuk tuk dekhe, pal pal dekhe

dekhe aankhe phaad ke

dekhta hai tu kya, 

dekhata hai tu 

dekhata hai tu 

dekhata hai tu, kya

Explore this song