Roman script

tujhko shayad meri yaad aayi

phir hawa ghungunaane lagi hain

tujhko shayad meri yaad aayi

phir hawa ghungunaane lagi hain

manchale baadalo ki sawaari

tere gaaon se aane lagi hain

aane lagi hain, aane lagi hain

tujhko shayad meri yaad aayi

phir hawa ghungunaane lagi hain

meethi meethi si dil mein kasak hain

meethi meethi si dil mein kasak hain

kaun mere siva jaanta hain

apni haalat ko main jaanti hoon

yaa toh mera khuda jaanta hain

mere dil ki khushi dil hi dil mein

shor kitna machane lagi hain

machane lagi hain, machane lagi hain

shor machane lagi hain

dhadkane mere bas mein nahin hain

dhadkane mere bas mein nahin hain

aaj mausam bahot hain neerala

kya meri zinadgi ke chaman mein

aas ka phool hai khilne wala

kyun meri aankhon mein baakpan se

raat kaajal lagane lagi hain

lagane lagi hain

kaajal lagane lagi hain

tujhko shayad meri yaad aayi

phir hawa ghungunaane lagi hain

manchale baadalo ki sawaari

tere gaaon se aane lagi hain

aane lagi hain, aane lagi hain

Explore this song