Roman script

tujhse milna milkar chalna 
achha lagta hai achha lagta hai o 
tujhse milna milkar chalna 
achha lagta hai achha lagta hai 
iss jhuthi duniya me tu hi 
sacha lagta hai, sacha lagta hai ho
dekhu tujhe, chahu tujhe
dil ka irada hai
tera irada pura karenge
apna ye wada hai
dekhu tujhe, chahu tujhe
dil ka irada hai
tera irada pura karenge
apna ye wada hai
tujhse milna milkar chalna 
achha lagta hai achha lagta hai o 
iss jhuthi duniya me tu hi 
sacha lagta hai, sacha lagta hai ho 
kadmo ko pyari lage 
teri hi raahen 
bin soche hi uth jaati hai 
teri taraf baahen 
kadmo ko pyari lage 
teri hi raahen 
bin soche hi uth jaati hai 
teri taraf baahen 
tujhse milna milkar chalna 
achha lagta hai achha lagta hai o 
iss jhuthi duniya me tu hi 
sacha lagta hai, sacha lagta hai ho

Song details

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu