Roman script

tujhse milan ka dil me arman jaga 

tujhse milan ka dil me arman jaga 

mere kamsin badan me kaisa tufan jaga 

utha tan me tufan ye man uda jaye 

utha tan me tufan ye man uda jaye 

roop tera dekha to dil me tufan jaga

roop tera dekha to dil me tufan jaga

baar baar dekhu tujhe dil me arman jaga 

tere pichhe pichhe dil mera dauda chala jaye

tere pichhe pichhe dil mera dauda chala jaye

tu kya jane kya tu hai, tu ek jinda jadu hai 

tu kya jane kya tu hai, tu ek jinda jadu hai 

bholepan ki moorat tu, dil ko teri aarju hai 

tujhse milan ka dil me arman jaga 

tujhse milan ka dil me arman jaga 

mere kamsin badan me kaisa tufan jaga

utha tan me tufan ye man uda jaye

tere pichhe pichhe dil mera dauda chala jaye

teri mohabbt jisko mile  

uska mukaddar banta hai 

teri mohabbt jisko mile  

uska mukaddar banta hai 

tan se yovan chhanta hai

tu sakar ajanta hai

tujhse milan ka dil me arman jaga 

tujhse milan ka dil me arman jaga 

mere kamsin badan me kaisa tufan jaga 

utha tan me tufan ye man uda jaye 

utha tan me tufan ye man uda jaye

roop tera dekha to dil me tufan jaga

baar baar dekhu tujhe dil me arman jaga 

tere pichhe pichhe dil mera dauda chala jaye

tere pichhe pichhe dil mera dauda chala jaye

Explore this song