Roman script

jab todna hi tha sabne  dil kyun banaya rab ne 

jab todna hi tha sabne  dil kyun banaya rab ne 

koi na mila jiska dil  tuta hi na ho is jag me

koi na mila jiska dil  tuta hi na ho is jag me

tujhse dur rasta ho gaya  to safar hi saza ho gaya 

lamhon se kya shikayat kare hum waqt hi khafa ho gaya 

kisko bataye ab kise samjhaye  

dard dilon ke ab kiski dikhaye

samjhne na koi majburiya milne lagi hain jo duriyan 

dil ne to ye chaha nahi fir kisne hai di manjuriya

samjhne na koi majburiya milne lagi hain jo duriyan 

dil ne to ye chaha nahi  fir kisne hai di manjuriya

jaaniya tu aayi to jiye tu gayi to gaye jaan se 

jaaniya barsane lage aansu aankhon ke aasmaan se 

aankhon ke aasmaan se rulana hi tha agar khuda 

fir kyun mujhe hasaya tha chhin liya tune yahan 

jo bhi mera humsaya tha rulana hi tha agar khuda 

fir kyun mujhe hasaya tha chhin liya tune yahan 

jo bhi mera humsaya tha 

jaaniya fir milenge kabhi in raahon me kisi mod pe 

jaaniya dil jaane laga in dhadakano ko ab chhod ke

dhadakano ko ab chhod ke jab todna hi tha sabne 

dil kyun banaya rab ne koi na mila jiska dil 

tuta hi na ho jag mekoi na mila jiska dil 

tuta hi na ho jag metujhse dur rasta ho gaya 

to safar hi saza ho gaya

Explore this song