Roman script

you got to get it all night

you got to get it all night

tujhpe fida hai, mera dil deewaana

main hu sharaabi, tu hai paimaana

hontho ke ye jaam udaale

pine ka hai sama dilwale 

hontho ke yeh jaam udaale

pine ka hai sama dilwale

ishq tu hai, husn main hu, raat bhi hai jawa

raat bhar ki ye kahaani, jaane kal hum kahaan

tujhpe fida hai, mera dil deewaana

main hu sharaabi, tu hai paimaana

parde mein iss raat ke chhupa aur jaane hai kya kya

suraj ki aankhon se kal najar aayega aur kya kya

parde mein iss raat ke chhupa aur jaane hai kya kya

suraj ki aankho se kal najar aayega aur kya kya

kaun farebi, kaun habibi, kaun kiska yahaan

raat bhar ki ye kahani jaane kal hum kahaan

tujhpe fida hai, mera dil deewaana

main hu sharaabi, tu hai paimaana

aazad hoga koyi, koyi kaid julfo mein hoga

shoharat milegi kahi, kahin koyi ruswa bhi hoga

aazad hoga koyi, koyi kaid julfo mein hoga

shoharat milegi kahi, kahin koyi ruswa bhi hoga

kaun sachcha, kaun jhuta, kaun kiska yahaan

raat bhar ki ye kahani jaane kal hum kahaan

tujhpe fida hai, mera dil deewaana

main hu sharaabi, tu hai paimaana

you got to get it all night

hontho ke ye jaam udaale, pine ka hai sama dilwale 

hontho ke ye jaam udaale, pine ka hai sama dilwale

ishq tu hai, husn main hu, raat bhi hai jawa

raat bhar ki ye kahaani, jaane kal hum kahaan

tujhpe fida hai, mera dil deewaana

main hu sharaabi, tu hai paimaana

tujhpe fida hai, mera dil deewaana

main hu sharaabi, tu hai paimaana

you got to get it all night

Explore this song