Roman script

na kuch pucha na kuch manga

tune dil se diya jo diya

na kuch bola na kuch tola

muskura ke diya jo diya

tu hi dhoop tu hi chaya

tu hi apna paraya

aur kuch na janu

bas itna hi janu

tujh mein rab dikhta hai

yaara main kya karu

tujh mein rab dikhta hai

yaara main kya karu

sajde sar jhukta hai

yaara main kya karu

tujh mein rab dikhta hai

yaara main kiya karu 

rab ne bana di jodi haye

Explore this song