Roman script

tujhko payal nam diya hai logo ne

tujhko payal nam diya hai logo ne

sabse hasi teri jindgani hai

sabke dilo me sabke labo pe teri kahani hai

tujhko payal nam diya hai logo ne

jine ki ummid man me jagaye

bhola tha masum chehra tera

meri khushi ki to jagir hai tu

tere siwa ab nahi kuch mera

mere khwabo ki meri yado ki tu hi nishani hai

tujhko payal nam diya hai logo ne

sabse hasi teri jindgani hai

sabke dilo me sabke labo pe teri kahani hai

tujhko payal nam diya hai logo ne

meri to hai bas yahi aarzu

ho jaye roshan teri anzuman

aaye kahi se farishta koi

le jaye tujhko banake dulhan

maang teri sitaro se mujhko sajani hai

tujhko payal nam diya hai logo ne

sabse hasi teri jindgani hai

sabke dilo me sabke labo pe teri kahani hai

tujhko payal nam diya hai logo ne

Explore this song