Roman script
Tujhko mein aankhon mein chupa loon Main chahun jab dekhun Tere bina na ho subah (x2) Duniya tu meri Tujh bin main hoon bewajah Rehta hoon tujhme Ehsaas toh kar zara Tujhko mein aankhon mein chupa loon Main chahun jab dekhun Tere bina na ho subah Dekhun kabhi na main khwab aisa Jisme tu na ho kasam se ba-khuda Shamil hai mujhme tu iss tarah se Honthon pe jaise rahe koi duaa Tujhko mein aankhon mein chupa loon Main chahun jab dekhun Tere bina na ho subah (x2) Palkon ka meri tu hai sitara Tujhme basa hai ye dil, ye rooh, ye jaan Tune labon se jo chhu liya toh Main jee utha hoon yakeen kar mera Tujhko mein aankhon mein chupa loon Main chahun jab dekhun Tere bina na ho subah (x2)
Song details
- Singer: Shaan
- Film / album: 1920 London
- Composer: Shaarib-Toshi
- Lyricist: Azeem Shirazi
language: Hindi