Roman script
Tujhko bhulana Aansu na laana Ab aa gaya… (go away, stay away, this is our realty) Tujhko bhulaana Aansu na laana Aur muskuraana Ab aa gaya Ab aa gaya… Yaadon se teri Daaman chhudana Dil na dukhana Ab aa gaya, ab aa gaya Ha… ha… Sunn bewafa yeh tay kar liya Reh lenge hum tere bin Hey ab dard bhi kya hai, humko bhala Raat aa gayi hai Tere mere darmiyaan ka jo hai faasla Yaadon se teri Daaman chhudana Dil na dukhana Ab aa gaya Wooh.. ho…. Dil ke makaan se tu jaa chuka Iss mein nahin tu ab raha.. ho.. Meri duaa mein, tu ab kahaan Tu ajnabi hai Tune inme rehne ka hai haq kho diya Tujhko bhulaana Aasu na lana na lana Aur muskuraana Ab aa gaya…. Hey yaadon se teri Daaman chhudaana Dil na dukhana Ab aa gaya, ab aa gaya, ab aa gaya
Song details
- Singer: Sangeet Haldipur
- Singer: Roshni Baptist
- Film / album: Murder 2
- Composer: Sangeet-Siddharth
- Lyricist: Sayeed Quadri
singer: Sangeet Haldipur, Roshni Baptist
language: Hindi