Roman script

tujhko bhulaana

aasu na laana

ab aa gaya

go away, stay away 

you are not the one for me

go away, stay away, this is our realty

tujhko bhulaana

aasu na laana

aur muskuraana

ab aa gaya, ab aa gaya

yaadon se teri, daaman chhudaana

dil na dukhaana 

ab aa gaya, ab aa gaya

sunn bewafa yeh, taiy kar liya

reh lenge hum tere bin

hey ab dard bhi kya hai, humko bhala

raat aa gayi hai 

tere mere darmiyaan ka jo hai faasla

yaadon se teri, daaman chhudaana

dil na dukhaana, ab aa gaya

dil ke makaan se tu jaa chuka

iss me nahin tu ab raha

meri dua me, tu ab kahan

tu ajnabi hai

tune inn me rehne ka hai haqq kho diya

tujhko bhulaana

aasu na laana na laana

aur muskuraana

ab aa gaya

hey yaadon se teri, daaman chhudaana

dil na dukhaana 

ab aa gaya, ab aa gaya, ab aa gaya

Explore this song