Roman script

rabba mere ishk kisi ko aise na tadpaye hoy
dil kee bat rahe is dil me hotho tak na aaye
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna 
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna
dil roya kee ankh bhar aayi 
dil roya kee ankh bhar aayi
kisi se ab kya kehna
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna
dil roya kee aankh bhar aayi 
dil roya kee aankh bhar aayi
kisi se ab kya kehna
tujhe yad na meree aayee
kisi se ab kya kehna kisi se ab kya kehna
tujhe har khushee de dee labon kee hansi de dee
julfon kee ghata lehrayee paigam wafa ke layee
tune acchhi prit nibhayi kisi se ab kya kehna
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna
wo chand mere ghar angan ab to aayeega
tere sune is aanchal ko wo bhar jayega
teri kar di god bharayi 
teri kar di god bharayi
kisi se ab kya kehna
dil roya kee ankh bhar aayi
dil roya kee ankh bhar aayi
kisi se ab kya kehna
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna
khata ho gayi mujhse kaha kuchh nahi tumse
ikrar jo tum kar pate to dur kabhi na jate
koi samjhe na pir parayi koi samjhe na pir parayi 
kisi se ab kya kehna
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna 
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna 
dil roya kee ankh bhar aayi
dil roya kee ankh bhar aayi
kisi se ab kya kehna
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna 
tujhe yad na meri aayi kisi se ab kya kehna

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Udit Narayan, Alka Yagnik

actor: Shahrukh Khan, Rani Mukherjee, Kajol