Roman script

ho ho ho, aa aa aa aa aa aa ho aa aa
tujhe rab ne banaya kis liye, kis liye
o tujhe rab ne banaya kis liye, kis liye
tu akela na rah jaye, tu akela na rah jaye 
is liye, is liye, is liye, is liye 
tujhe rab ne banaya kis liye, kis liye
mandir-mandir masjid-masjid, dil ye dua mange
mandir-mandir masjid-masjid, dil ye dua mange  ho
dil kya dua mange, hamraahi, dil kya dua mange
toote na saanso ka bandhan, ho na ham juda
hame usne milaya kis liye, kis liye 
hame usne milaya kis liye, kis liye 
kabhi bichhde na ham dono, kabhi bichhde na ham dono
is liye, is liye, is liye, is liye 
chhod  ke tujhko bich safar me, me jo bichad jau 
chhod  ke tujhko bich safar me, me jo bichad jau 
aag laga du is duniya ko, jalke me mar jau
yaad karegi duniya hamdam, apne pyaar ko
me dharti pe aaya kis liye, kis liye 
me dharti pe aaya kis liye, kis liye 
me ghut ke na mar jau, me ghut ke na mar jau
is liye, is liye, is liye, is liye 
o tujhe rab ne banaya kis liye, kis liye
tu akela na rah jaye
is liye, is liye, is liye, is liye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Mohammed Aziz