Roman script

ho yara yara ve lamba safar hai humko kya dar hai

hanste hanste kat jayega pairon me tere jo kanta chubhe to

dard yeh bante bat jayega tu jo kahe to tere liye main

haar jaun hazar jahan

tere jaisa yaar kahan tujhmein basi hai meri jaan

bhai hai mera tu magar maine tujhe rab mana

jeet mein the sang saare haar mein tha tu hi khada

mere liye duniya se tu hi lada tu jo kahe to kadmon me tere

mai bichha doonga sau aasmaan

tere jaisa yaar kahan tujhmein basi hai meri jaan

bhai hai mera tu magar maine tujhe rab maana

teri mahobbat teri yaari ki kasam li maine

teri hifazat ke naam yeh saansein ki maine

tu hi raasta mera pata tujse juda main lapata

ek tu meri pechaan hai tujse juda main lapata main lapata

tu jo kahe to seh lunga yara hans hans ke sare tufan

tere jaisa yaar kahan tujhmein basi hai meri jaan

bhai hai mera tu magar maine tujhe rab maana

tere jaisa yaar kahan tujhmein basi hai meri jaan

bhai hai mera tu magar maine tujhe rab maana

ho yaara yaara ve

Explore this song