Roman script

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

ye kya ho gaya hai mujhe aaj balam

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

ye kya ho gaya hai mujhe aaj balam

na tadpa mujhe mai to tadpi hui hu

taras kha tu meri jawani pe jalim

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

ye kya ho gaya hai mujhe aaj balam

na tadpa mujhe mai to tadpi hui hu

taras kha tu meri jawani pe jalim

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

ye kya ho gaya hai mujhe aaj balam

rahe yu hi jalta deeya pyar ka 

jamane se rakhna bachake ise

meri yaad ko yaad rakhna sanam 

sada dil me rakhna chupakar ise

laga le sanam jor sari khudai 

juda hoke bhi ab na hogi judai

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

ye kya ho gaya hai mujhe aaj balam

na tadpa mujhe mai to tadpi hui hu

taras kha tu meri jawani pe jalim

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

ye kya ho gaya hai mujhe aaj balam

chali aana apna jaha chhod kar

suno jo kabhi mere dil ki sada

mohabbat khuda hai khuda ki kasam

use hamse chhinenge insan kya

tu khwabo ki malika sitaro ki rani

tere naam likh di hai maine jawani

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

ye kya ho gaya hai mujhe aaj balam

na tadpa mujhe mai to tadpi hui hu

taras kha tu meri jawani pe jalim

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

tu hi jaan meri tu hi mera aalam

na tadpa mujhe mai bhi tadpa hua hu

taras kha tu meri jawani pe jalim

tujhe pyar kar lu ye ji chahta hai

tu hi jaan meri tu hi mera aalam

Explore this song