Roman script

ye jaana tujhe paa ke rabb pa liya tujhe paa ke

lamha jo gujra tere sath kya batau

lamha jo gujra tere sath kya batau

tera ishq aisa rog jo pana chahu jo pa na pau

ye jaana tujhe paa ke rabb pa liya tujhe paa ke

ye jaana tujhe paa ke rabb pa liya tujhe paa ke

yaara tera ishq dil ko lagga dil hi jaane

ye rulaye ye tadpane ye hasaye gawaye gaane

aaya jeena tujhe paake rabb pa liya tujhe paa ke

ye jaana tujhe paa ke rabb pa liya tujhe paa ke

jakhmi aisa hua tu hai to hoon nai to mua

meri jaan bana tu jise dil se tumne chuka

chadi masti tujhe paa ke rabb pa liya tujhe paa ke

ye jaana tujhe paa ke rabb pa liya tujhe paa ke

Explore this song