Roman script

tujhe laage na nazariya 

kyu na odhe tu chunariya

o tujhe laage na nazariya 

odh le chunariya

tirchi nigahe mere dil pe giraye re

bijuria bijuria

tirchi nigahe mere dil pe giraye re

bijuria bijuria

haye tera sharmana tauba tera itrana

jo bhi dekhe ho jaye wo diwana tera 

sone jaisa tan tera uf bholapan tera

mujhko bhi kar gaye diwana diwana

o sun baanki re gujariya

yahi bole hai dagariya

sun baanki re gujariya

bole ye dagariya

lachke kamariya to chhalke gagariya

ke luti re bazariya

lachke kamariya to chhalke gagariya

ke luti re bazariya

khabo ki tu rani hai, geeto ki jawani hai

tere bina ab kahin laage na jiya 

itni si kahani hai, tu hi zindgani hai 

goriya ye tune kaisa jadu hai kiya

o sun baanki re gujariya

ha meri bholi si bawariya

o sun baanki re gujariya

bholi si bawariya

teri angdai mere dil ko hai bhayi

chhayi banke badariya

haye teri angdai mere dil ko hai bhayi

chhayi banke badariya

o tujhe laage na nazariya 

o kyu na odhe tu chunariya

o tujhe laage na nazariya 

o kyu na odhe tu chunariya

tujhe laage na nazariya

Explore this song