Roman script

tujhe gulaab kiya pesh

tujhe gulaab kiya pesh, ik bahaana tha

ki apna haath tere haath se lagaana tha

ki apna haath tere haath se lagaana tha

bade sharir ho 

ha bade sharir ho, kyun aisi baat karte ho

bade sharir ho, kyun aisi baat karte ho

tumhaari aankho se khud ko jara bachaana tha

tumhaari aankho se khud ko jara bachaana tha

ki apna haath tere haath se lagaana tha

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

tu meri aankh se 

tu meri aankh se bachake kaha kaha jaati

tu meri aankh se bachake kaha kaha jaati

ki mere khwaab ka kaajal, tujhe sajaana tha

ki mere khwaab ka kaajal, tujhe sajaana tha

tumhaari aankho se khud ko jara bachaana tha

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

main intjaar ki saahil pe kab se baithi hu 

main intjaar ki saahil pe kab se baithi hu

tumhi to ho jise dil mein mujhe basaana tha

tumhi to ho jise dil mein mujhe basaana tha 

ki apna haath tere haath se lagaana tha

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

sulag raha hoon muhabbat ki aag me kab se 

sulag raha hoon muhabbat ki aag me kab se

ki tere hontho se hontho ko yun jalaana tha 

ki tere hontho se hontho ko yun jalaana tha

tumhi to ho jise dil mein mujhe basaana tha

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

to aao chuake se 

to aao chuake se seene se mere lag jaao

to aao chuake se seene se mere lag jaao

ki dhadkano ka fasaana tumhe sunaana tha 

ki dhadkano ka fasaana tumhe sunaana tha 

tujhe gulaab kiya pesh, ik bahaana tha

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

lo ra le laay laay laay laay laagashta

o jaanu bye bye bye bye baahashta

Explore this song