Roman script

tujhe bhulna to chaha, lekin bhula na paye

jitna bhulana chaha

jitna bhulana chaha, tum utna yaad aaye

gujre jamane sangdil, dekhi na teri surat

dil ko sata rahi hai, tere pyar ki jarurat

aaye jab bhi yaad teri 

aaye jab bhi yaad teri, meri nind ruth jaye

tujhe bhulna to chaha, lekin bhula na paye

tune kadar na jana, anmol chahato ka

tune kadar na jana, anmol chahato ka

khaya hai maine dhokha, tujhse mohabbato ka

allah kare ye dhokha 

allah kare ye dhokha, tu bhi kisi se khaye

tujhe bhulna to chaha, lekin bhula na paye

hai furkato ko mara, hai maja hi kuchh nirala

dekar lahu jigar ka, ye rog maine pala

sajit jaha me aisa

sajit jaha me aisa, koi rog ko lagaye

tujhe bhulna to chaha, lekin bhula na paye

tujhe bhulna to chaha,lekin bhula na paye

jitna bhulana chaha 

jitna bhulana chaha, tum utna yaad aaye

tujhe bhulna to chaha, lekin bhula na paye

tujhe bhulna to chaha, lekin bhula na paye

tujhe bhulna to chaha, lekin bhula na paye

tujhe bhulna to chaha, lekin bhula na paye

Explore this song