Roman script

tujhko naa dekhu to ji ghabaraata hai

tujhko naa dekhu to ji ghabaraata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

ye kaisa rishta hai kaisa naata hai

ye kaisa rishta hai kaisa naata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

har gam utha lu tanha akela

tere liye hai khushiyo kaa mela

har gam utha lu tanha akela

tere liye hai khushiyo kaa mela

saara sansaar du jivan bhi vaar du

jitna kahe tu utna mai pyaar du

jitna kahe tu utna mai pyaar du

ye tera mukhda hi mujhko bhaata hai

ye tera mukhda hi mujhko bhaata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

tum mere daddy tum meri maa ho

tum mera dil ho tum meri jaa ho

tum mere daddy tum meri maa ho

tum mera dil ho tum meri jaa ho

bachpan ki dor kaa ye dhaaga tod ke

daddy kabhi mujhe naa jaana chhod  ke

daddy kabhi mujhe naa jaana chhod  ke

mere liye tu kitna dard uthaata hai

mere liye tu kitna dard uthaata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

tujhko naa dekhu to ji ghabaraata hai

tujhko naa dekhu to ji ghabaraata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

Explore this song