Roman script

begaani saari raatein thi jaane tune aisa kya kiya

dhoonde tujhe nazrein kyun banjara main tu hai aashiyan mera

na jaane yeh kaise hua begaani saari raatein thi

tujhme rahun main khwabida tujhme hi rahun main khwabida

haan tujhme rahun main

hawaon ki tarah bas behta hi rehta

kabhi tu na jaana jaana khwabon mein bhi tera

aana satana fuslana behlaye mujhe

har muskurahat ki tu hi wajah

jab tu na ho paas `my skies turn grey

hawale main tere tu saath mere chal

door udd chale somewhere new

bepanaah hai tera fitoor

awaara main tu mera noor

bahara tu, i’m just a fool for you

bin tere pal hai lagte fizool

and i know you want me you’re my muse

sapne fasaane banaye chal yaadein girl come through

begaani saari raatein thi jaane tune aisa kya kiya

dhoonde tujhe nazrein kyun

banjara main tu hai aashiyan mera

na jaane yeh kaise hua begaani saari raatein thi

tujhme rahun main khwabida tujhme hi rahun main khwabida

haan tujhme hi rahun main

dekha tujhe meri raatein tham si gayi

churao ab aankhein humse nahi

chahein karo tum baatein humse kayi

sama ye jo hai fir na aayega deewana dil reh na payega

jo hoga jana dekha jayega

jaan-e-jaan sab kuch bewajah khaamkha

teri yaadon mein hua main laapata

ghar ka pata ye dhoonde aapka

jaan-e-jaan sab kuch bewajah khaamkha

teri yaadon mein hua main laapata

ghar ka pata ye dhoonde aapka

begaani saari raatein thi

jaane tune aisa kya kiya

dhoonde tujhe nazrein kyun

banjara main tu hai aashiyan mera

na jaane yeh kaise hua begaani saari raatein thi

tujhme rahun main khwabida tujhme hi rahun main khwabida

haan tujhme hi rahun main

Explore this song