Roman script

tujh ko hi to wo haq hai ke jo tu chahe wo kar sakti hai

aaj dil khush hai had se jyada ye dunia jannat lagti hai

mujhse pahle kabhi dil kisi ko 

diya meri ja sach hai kya ye batade mujhe

tere dil ki kasam apni ja ki kasam 

jindagi me sanam sirf chaha tujhe

aaj ka din saugat ka hai sapno ki barat ka hai

tune di hai ye khushi  maine sari jindagi likhdi hai tere nam

tujh ko hi to wo haq hai ke jo tu chahe wo kar sakti hai

aaj dil khush hai had se jyada ye dunia jannat lagti hai

teri julfo me hum aaj aise ghire ab nikalne ko dil karta nahi

mai bhi chahu piya yuhi uljhe 

raho pas rahke bhi dil bharta hi nahi

jab dil se dil yu mil gaye raho me deepak jal gaye

mane na mane na dil jane na jane na dil kaisi ye aayi sham

tujh ko hi to wo haq hai ke jo tu chahe wo kar sakti hai

aaj dil khush hai had se jyada ye dunia jannat lagti hai

aaj dil khush hai had se jyada ye dunia jannat lagti hai

Explore this song