Roman script

tujh ko chaha hain to

aur na kuch chahunga

tujh ko chaha hain to

aur na kuch chahunga

main koi rut to nahi hoon

ke badal jaaunga

tujh ko chaha hain to

aur na kuch chahunga

main koi rut to nahi hoon

ke badal jaaunga

tujh ko chaha hain to

aur na kuch chahunga

hain yakeen jab bhi jahan bhi

ye khulegi aankhein

hain yakeen jab bhi jahan bhi

ye khulegi aankhein

har kadam, hum kadam

humraah tujhe paaunga

har kadam, hum kadam

humraah tujhe paaunga

main koi rut to nahi hoon

ke badal jaaunga

tujh ko chaha hain to

aur na kuch chahunga

tere saaye mein

jahan bhar tha aashna mera

tere saaye mein

jahan bhar tha aashna mera

tere saaye mein

jahan bhar tha aashna mera

bin tere main kisi

pehchan me na aaunga

bin tere main kisi

pehchan me na aaunga

main koi rut to nahi hoon

ke badal jaaunga

tujh ko chaha hain to

aur na kuch chahunga

aajmaalo hoon nirdosh

dil ka heera hoon

aajmaalo hoon nirdosh

dil ka heera hoon

main koi paara nahi hoon

main koi paara nahi hoon

ki bikhar jaaunga

main koi paara nahi hoon

ki bikhar jaaunga

main koi rut to nahi hoon

ke badal jaaunga

tujh ko chaha hain to

aur na kuch chahunga

Explore this song