Roman script

tujh bin jee na payenge hum to sanam mar jayenge

tu dhadkan hai mere dil ki na hona dil se juda

is dunia me sabse badhkar tujhse pyar hai mujhko

sanso ki janjir me sajan rakh lu bandh ke tujhko

saya tera ban jayenge jiwan tujhko banayenge

tu dhadkan hai mere dil ki na hona dil se juda

tujh bin jee na payenge hum to sanam mar jayenge

tu chahe to jan bhi jaye tu to jan hai meri

kon mujhe pahchane tujh bin tu pahchan hai meri

hum to jaha bhi jayenge tere hi kahlayenge

tu dhadkan hai mere dil ki na hona dil se juda

tujh bin jee na payenge hum to sanam mar jayenge

tujh bin jee na payenge hum to sanam mar jayenge

Explore this song