Roman script

tu tu turu tu tu turu 

tan ka kala mann ka kala

thoda sa matwala hai

kaali kaali nazro wala

ha lekin dil wala hai

ladki pe buri nazar na dalo

chaho to tum pyar se mana lo

manchala hai sarphira hai

thoda sa deewana hai

dekhi baahe ya nigahe

dil ko na pehchana hai

o awaragardi karne walo

ladki par buri nazar na dalo

dil ka bura jo insaan ho

dekhega wo burai

man ka sacha jo ho achha

dekhega wo achhai

nafrat chhodo dil mein

pyar basa lo

ladki par buri nazar na dalo

Explore this song