Roman script
Ho ho… Sa ga ga ma ga Re ma ma pa ma Tu dard mera, tu marham bhi Tu meet mera, tu mehram bhi Tu ishq mera, tu rashq mera Tu khushi meri, tu ashq mera Tu sab kuch, sab kuch re Tu dard mera, tu marham bhi Tu meet mera, tu mehram bhi Tu ishq mera, tu rashq mera Tu khushi meri, tu ashq mera.. Tu sab kuch, sab kuch, sab kuch Tu sab kuch, sab kuch, sab kuch re O o… Tu sab kuch sab kuch re.. haay! Tu dard mera, tu marham bhi Tu meet mera, tu mehram bhi Tu ishq mera, tu rashq mera Tu khushi meri, tu ashq mera.. Tu khushi meri, tu ashq mera.. Tu sab kuch, sab kuch, sab kuch Tu sab kuch, sab kuch, sab kuch re Tu sab kuch, sab kuch, sab kuch re hey.. Tu aahaa ayehey oho aa.. Jab sapna tera, sapna tera aata hai Palkein roshan ho jaati hain Jab naam tumhara leta hoon Saansein.. saansein chandan ho jaati hain Aaa… ha ha.. Main sar se lekar paaon tak.. (hayi shava) Tere pyar ki maari lagti hoon.. (hayi shava) Main apni bhi ab nahin rahi saiyon Main apni bhi ab nahin rahi Main sirf tumhaari lagti hoon Tu bol mera, tu baat meri Tu deen mera, tu zaat meri Tu ishq mera, tu rashq mera Tu khushi meri, tu ashq mera.. Tu sab kuch, sab kuch, sab kuch Tu sab kuch, sab kuch, sab kuch re.. Tu sab kuch, sab kuch, sab kuch re.. ho! Rahe suhagan chaand si dulhan Maang sindoori ho Rangrasiya se premi piya se Kabhi na doori ho Haathon mein tere piya ki mehndi Goondhi goondhi ho Ho kaanchi re.. kaanchi re.. Ho kaanchi re.. kaanchi re.. Ho ho… Ta ra ram pam…
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Singer: Anweshaa
- Film / album: Kaanchi
- Composer: Ismail Darbar
- Lyricist: Irshad Kamil
Song video
singer: Sonu Nigam, Anweshaa
cast: Mishti, Kartik Aaryan
language: Hindi
music label: Mukta Music