Roman script

aaye the is tarah se tum

jaise koyi ho khwaab naya

bas yaadein reh gayi dekho

hum mein tum mein jo tha na raha

haan poochhta hoon main khud se

door kyun raha tujhse

jaate jaate sun le tu zara

labon pe naam hai tera

haan dil mein yaad hai teri

tu mera na hua to kya

tu phir bhi jaan hai meri

labon pe naam hai tera

haan dil mein yaad hai teri

tu mera na hua to kya

tu phir bhi jaan hai meri

tujhko apna kabhi

kehne se pehle socha nahi

khwaab mein bhi tera

dil tod paaya nahi

maine yeh zindagi

tere hi naam likh di meri

kismaton se tujhe

par jod paaya nahi

ho poochhta hoon main khud se

aur kya kahun tumse

jo tujhe bana de bas mera

labon pe naam hai tera

haan dil mein yaad hai teri

tu mera na hua to kya

tu phir bhi jaan hai meri

jis din yeh tujhe bhool gaya

us din tham jayega

yeh dil kuch na kar payega

na ek pal bhi jee payega

meri tarah tujhko jab

ek din ho hi jayega

ishq tab samajh mein aayega

tu khud ko rok na payega

aaoge ek din chal ke

meri raahon pe tum dekhna

ho dhadkanon ko saanson ko

in akeli raaton ko

intezaar kabse hai tera

labon pe naam hai tera

haan dil mein yaad hai teri

tu mera na hua to kya

tu phir bhi jaan hai meri

labon pe naam hai tera

haan dil mein yaad hai teri

tu mera na hua to kya

tu phir bhi jaan hai mer

Explore this song