Roman script

tu milale aaj nigaho ko tu milale aaj nigaho ko

ab dede janam gunaho ko kahi chali na chali na jaye shyam 

kahi chali na chali na jaye shyam ye pyale bhare bhare hare hare

tum kyu ho dare dare hare hare aaj uthale tu jam radhe shyam

tu milale aaj nigaho ko tu milale aaj nigaho ko

dekhi hai kisne wo jannat dekhi hai kisne wo jannat

is jannat ki or sari bate bhul ke ab tu dekh kamar ki or

mit jyegi trishna radhe krishna mit jyegi trishna 

bhul ja ab tu radhe krishna banja umar khyam radhe shyam

tu milale aaj nigaho ko tu milale aaj nigaho ko

is mahfil me aaya hai to is mahfil me aaya hai to

leja koi nishani milte hai kismat se tino

paisa pyar jawani aaj dekhle mera bankar shiv shiv shankar

aaj dekhle mera bankar tujhe sikhadu pyar ka mantar

sunle mera paygam radhe shyam

tu milale aaj nigaho ko tu milale aaj nigaho ko

kal kisne dekhi hai bolo kal kisne dekhi hai bolo 

kal ko aaj bhulade dub ke masti ke sagar me pile or pilade

abhi bujhegi man ki jwala jai gopala abhi bujhegi man ki jwala

dekh jara banke gwala lena padega ilzam radhe shyam

tu milale aaj nigaho ko tu milale aaj nigaho ko

ab dede janam gunaho ko kahi chali na chali na jaye shyam 

kahi chali na chali na jaye shyam ye pyale bhare bhare hare hare

tum kyu ho dare dare hare hare aaj uthale tu jam radhe shyam

tu milale aaj nigaho ko tu milale aaj nigaho ko

Explore this song