Roman script

mai tere man ki maina hoti tu mere man ka tota

mai tere man ki maina hoti tu mere man ka tota

khule gagan me

khule gagan me udte dono dar na kisi ka hota

hua hua kya hua pyar hua hua hua kya hua pyar hua

tu jo meri maina hoti mai jo tera tota

tu jo meri maina hoti mai jo tera tota kar deti tu

kar deti tu bechain mujhe chain se mai na sota

hua hua kya hua pyar hua

tu mera mahbub sanam hai diwaro pe likh du

nichi najre karke unche chobaro pe likh du

tu mera mahbub sanam hai diwaro pe likh du

nichi najre karke unche chobaro pe likh du

jane de ja ja jane de ho pyar ka kaisa josh chada hai 

hosh nahi hai tujhko mujhe pata hai muft me tu 

badnam karegi mujhko tu mera yar hai kahde ke pyar hai

ye tere pyar ka kissa bekar hai kuch na hota

kuch na hota is duniya me pyar agar na hota

hua hua kya hua pyar hua

hua hua kya hua pyar hua

dhak dhak dhak dhak dil dhadke

mai jab bhi dekhu tujhko

kali topi wale tune pagal kar diya mujhko

jane de ja ja jane de chup chup bas bas ruk ruk

yu tarif na kar tu meri

chhod de mera picha niyat thik nahi hai teri

apna bana le dil bekarara hai

kal bhi inkar tha ab bhi inakr hai

jan nikalti hai jan nikalti hai meri kyu dard tujhe nahi hota

hua hua kya hua pyar hua

hua hua kya hua pyar hua

mai tere man ki maina hoti tu mere man ka tota

mai tere man ki maina hoti tu mere man ka tota

khule gagan me

khule gagan me udte dono dar na kisi ka hota

hua hua kya hua pyar hua

hua hua kya hua pyar hua

Explore this song