Roman script

hujum khushiyo ka tumko itna mile

gam guzarna bhi chahe toh rasta na mile

tu mera yaar nahi, tu mera pyaar nahi

tu mera yaar nahi, tu mera pyaar nahi

tu kya chhodega mujhko

tu kya chhodega mujhko maine tujhko chhod  diya

o rabba aaina dil ka tod diya ha tod diya

o rabba aaina dil ka tod diya ha tod diya

na hi nafrat na mohabbat na shararat na shikayat

na hi nafrat na mohabbat na shararat na shikayat

aaj ishq ki maut huyi hai ajab si ek paheli hai

na janazaa naahi doli naahi maatam na rangoli

tu dilruba tu dilnashi kissa hua purana

ab hai yakeen dil na kahi ab humko hai lagana

tu mera yaar nahi, tu mera pyaar nahi

tu kya chhodega mujhko

tu kya chhodega mujhko maine tujhko chhod  diiya

o rabba aaina dil ka tod diya ha tod diya

na adaavat na bagavat na hi raahat na kayamat

na adaavat na bagavat na hi raahat na kayamat

aye khuda kyu bewafa itne haseen hote hai

husnwale, adawale ishq ki tu zara sunle

na hi resham na hi shisha faulaad ka jigar hai

rukta nahi tere liye ye zindagi safar hai

tu wafadaar nahi tu intazaar nahi

tu mera yaar nahi, tu mera pyaar nahi

tu kya chhodega mujhko

tu kya chhodega mujhko maine tujhko chhod  diya

o rabba aaina dil ka tod diya ha tod diya

o rabba aaina dil ka tod diya ha tod diya

o rabba aaina dil ka tod diya ha tod diya

Explore this song