Roman script

tum meri ho bas meri ho kisi aur ki nahi ho
tum meri ho bas meri ho kisi aur ki nahi ho
tere chand jaise chehre pe dil fida hai 
tu mera pyar mera khuda hai 
tu mera pyar mera khuda hai 
tum meri ho bas meri ho kisi aur ki nahi ho
mujhe chaho ya na chaho mumkin hai ye magar 
tumhe pake mai rahunga jaan apni bhi dekar 
ho mujhe chaho ya na chaho mumkin hai ye magar 
tumhe pake mai rahunga jaan apni bhi dekar 
sabse juda ae jaan teri adaa hai 
tu mera pyar mera khuda hai 
tu mera pyar mera khuda hai 
tum meri ho bas meri ho kisi aur ki nahi ho
tujhe kaise mai bataun mai tera deewana 
teri chahat me ho chuka hu mai sabse begana 
hey tujhe kaise mai bataun mai tera deewana 
teri chahat me ho chuka hu mai sabse begana 
meri dhadkano pe naam tera likha hai 
tu mera pyar mera khuda hai 
tu mera pyar mera khuda hai 
tum meri ho bas meri ho kisi aur ki nahi ho
teri zulfo ko sawaru tujhe baho me bhar lu 
hasrat hai had se zyada tujhe pyar mai karlu 
ho teri zulfo ko sawaru tujhe baho me bhar lu 
hasrat hai had se zyada tujhe pyar mai karlu 
mere dil ka tere dil se rishta hai 
tu mera pyar mera khuda hai 
tu mera pyar mera khuda hai 
tum meri ho bas meri ho kisi aur ki nahi ho

Song details

Song video

Watch on YouTube