Roman script

tu ladki main ladka ladka

tu ladki main ladka tujhe dekh kaleja dhadka dhadka

tu ladki main ladka ladka

tu ladki main ladka 

nariyal ke ped tale aji chokri madras ki

kali ho jaise kapaas ki

nariyal ke ped tale aji chokri madras ki

kali ho jaise kapas ki

ho hamse kare hai chhed chhad chokra punjab ka

phul ho jaise gulab ka

tu ladka main ladki ladki

tu ladka main ladki tujhe dekh tabiyat fadki fadki

tu ladki main ladka ladka

tu ladki main ladka tujhe dekh kaleja dhadka dhadka

tu ladki main ladka ladka

tu ladki main ladka

dastan tere husn ki ari jab se suni punjab me

aaya hu teri chanab me

datan tere husn ki ari jab se suni punjab me

aaya hu teri chanab me

aji nam sunke aji apka aji chhod  aayi madrasa main

khadi hu tere pas me tu ladka main ladki ladki

tu ladka main ladki tujhe dekh tabiyat fadki fadki

tu ladki main ladka ladka

tu ladki main ladka tujhe dekh kaleja dhadka dhadka

tu ladki main ladka ladka tu ladki main ladka

aankh hai teri sarbati ari morni si teri chal hai

dil ne kaha ye kamal hai aankh hai teri sarbati 

ari morni si teri chal hai dil ne kaha ye kamal hai

tu bhi kam nahi pura chodhwi ka chand hai

tu ladka main ladki ladki

tu ladka main ladki tujhe dekh tabiyat fadki fadki

tu ladki main ladka ladka

tu ladki main ladka tujhe dekh kaleja dhadka dhadka

tu ladki main ladka ladka tu ladki main ladka

Explore this song