Roman script

tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani 

kya main kya pyar mera hai teri meharbani

tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani 

tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani 

kya main kya pyar mera hai teri meharbani

tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani

chhodo ishare bolo jubaan se kya 

tumne ye baate sikhi kahan se 

chhodo ishare bolo jubaan se kya 

tumne ye baate sikhi kahan se 

ye to tere pyar ka kamaal hai sanam 

duniya badal gayi hai badla jahan yaani 

ye meri mastiyan hai aaj teri pyar ki nishani

tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani 

kya main kya pyar mera hai teri meharbani

tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani

lahrake aaya kya mausam suhana achcha 

dil ki lagi ka aaya jamana

lahrake aaya kya mausam suhana 

dil ki lagi ka aaya jamana 

leke aaya pyar ye bahaar ka samma

dil me na pyar ho to kya ye rut suhani 

dil me na ho mohabbat to bhala kis kaam ki jawani 

tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani 

kya main kya pyar mera hai teri meharbani

tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani

kuch mil gaya hai kuch kho gaya hai kya 

ye mujhko jane ye haay kya ho gaya hai 

kuch mil gaya hai kuch kho gaya hai 

ye mujhko jane haay kya ho gaya hai 

tune meri jaan mujhe hairan kar diya 

sirat nayi nayi hai surat magar purani 

mere dil me mere hontho pe tere pyar ki nishani 

tu laajawaab tu bemisaal dilbar ya dilbar jaani

Explore this song