Roman script

ja bekadra oye bedarda 

ja bekadra oye bedarda oye bekhabara

tu kya pyar karega pyar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya

tu kya pyar karega pyar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya

prit nahi kal parso ki, pyas hai athrah barso ki  

prit nahi kal parso ki, pyas hai athrah barso ki 

aaj gila ye pehli bar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya

tu kya pyar karega pyar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya  

ek roz tera dil dolega, do bol tu mithe bolega

ek roz tera dil dolega, do bol tu mithe bolega

tera kitna intzar maine kiya 

aag ke is dariya ko par maine kiya

tu kya pyar karega pyar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya  

hotho pe tere chup ke tale, hatho pe mere dard ke chhale

hotho pe tere chup ke tale, hatho pe mere dard ke chhale

pyar me gussa pehli bar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya

tu kya pyar karega pyar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya 

tu kuch bhi kah le kahne ko, is dil me tere rahne ko

tu kuch bhi kah le kahne ko, is dil me tere rahne ko     

chhota sa ek ghar taiyar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya

tu kya pyar karega pyar maine kiya

aag ke is dariya ko par maine kiya  

aag ke is dariya ko par maine kiya  

aag ke is dariya ko par maine kiya

Explore this song