Roman script

tu kitna kaamyab

tu chadhta aastabh

tu note gin janaab

mera khoon tera khwab

saale meri neendon ka

saale meri neendon ka

aab tu hi de hisaab

tu kitna kaamyab

tu chadhta aastabh

hm

hmm

raaton jaag ke mehnat ki

jo hota hai woh hone do

teri mummy pyar se kahti thi

bitwa ko aur sone do

tution car mein jaayega

ac ghar mein khayega

munna tu bas baal bana

yeh tujhse na ho payega

tu aankhon ka chiraag

tu hai daafi nawaab

saale meri neendon ka

aab tu hi de hisaab

Explore this song