Roman script

kaha se tu aati hai, kaha ko tu jati hai

sapno ko sajati hai, apno ko le jati hai

bago me jab behti hai, kano me kuch kahti hai

aati hai najar nahi,sanso me par rehti hai

hawa hai pawan hai, vayu hai purvayi hai

jivan hai jaan hai, ya parchayi hai

lene aayi hai ya kuch, mere liye layi hai

puchunga mai kya tujhse, kaha se tu aayi hai

tu kaun hai,tu kaun hai

tu kaun hai,tu kaun hai

tu jab chalti chalti badal, jab chalti t girte patte

tu kahti to diye jalte, tu ruke dil dil se milte

sagar ki lahro me laherati, hai tu talay tal

patto ke payalo me lati, khn khn

khat khat koi nahi, aisa ek jhoka hai

kuch hai such hai, ya to ek dhoka hai

tu kaun hai,tu kaun hai

tu kaun hai,tu kaun hai

kaha se tu aati hai, kaha ko tu jati hai

sapno ko sajati hai, apno ko le jati hai

bago me jab bahti hai, kano me kuch kehti hai

aati hai najar nahi, sanso me par rahti hai

tu kaun hai,tu kaun hai

tu kaun hai,tu kaun hai

tu kaun hai,tu kaun hai

tu kaun hai,tu kaun hai

Explore this song