Roman script

kaha se tu aati hai 

kahan ko tu jati hai

sapno ko sajati hai 

baagho mein jab behti hai

kaano mein kuuch keheti hai

aati hai nazar nahi

saanso mein par rahati hai

hawaa hai pawan hai

vayu hai, purvaayi hai 

jeevan hai jaan hai 

ya parchhayi hai

lene aayi hai ya 

kuchh mere liye laayi hai 

puchhunga main kya tujhse

kahan se tu aayi hai

tu kaun hai tu kaun hai

tu kaun hai tu kaun hai

tu jab chalti chalti badai 

jab chalti to gir te patte

tu lehti to diye jalti 

tu rukhe, dil dil se milte

sagar ki lahro mein lehraati hai

tu talay tul

patton ke paayalon mein lati 

khan khan

khat khat koi nahi aise ek 

jhonka hai

kuchh hai, such hai, ya tu ek

jhonka hai

tu kaun hai tu kaun hai 

tu kaun hai tu kaun hai

kaha se tu aati hai 

kahan ko tu jati hai

sapno ko sajati hai 

baagho mein jab behti hai

kaano mein kuuch keheti hai

aati hai nazar nahi

saanso mein par rahati hai

tu kaun hai tu kaun hai 

tu kaun hai tu kaun hai

Explore this song