Roman script

kahan se tu aati hai 

kahan ko tu jati hai 

sapno ko sajati hai 

apno ko le jati hai 

bato mein jab rahti hai 

kanyo mein kuch kahti hai 

aati hai najar nahi 

saso mein par rahti hai 

hawa hai pawan hai 

vaiyo hai purvayi hai 

jiwan hai jaan hai 

ye parshyi hai

Explore this song