Roman script

tu jo mila chand khila, aaj naya rang chhane laga 

dil ne kaha, maine suna 

chupke se pani barsane laga

jhum utha ye aasma, man mera gaane laga

jag utha naya armaa, ji mera machalne laga

dil diya hai tujhi ko, to fir kya mujhe dar

jane kyi hai fija bhi khoi khoi bekhabar

na ja, na ja, na ja, aaja

jane kya hua, kyo kho gaya

dil mera sapne sajane lag

khwab naya dekha tera

tu hi tu mujhme samane laga

tu jo mila, chand khila 

aaj naya rang chhane laga

kya raat aur kya hai din 

chain aaye nahi tere bin

raat gujaari hai maine taare gin 

raat gujaari hai maine taare gin 

de diya hai tujhi ko, to fir kya mujhe dar

jane kyo fija bhi khoi khoi bekhabar

na ja, na ja, na ja, aaja

fir se kali phul ban gayi 

chori chori se baat ban hi gayi 

tu jo mila, chand khila 

aaj naya rang chhane laga 

dil ne kaha, maine suna 

chupke se pani barsane laga

aaj naya rang chhane laga 

aaj naya rang chhane laga 

aaj naya rang chhane laga

Explore this song