Roman script

tu jo kahe ban jaungi mai vahi mujhme sanam kya nahi 

tu jo kahe ban jaungi mai vahi mujhme sanam kya nahi 

ye bakpan mera gora badan mera

chahe agar tu hai tera kya sham aur kya savera 

ye rashmi si julfe ye nargisi palke 

kahti hai aa mil ke bahke 

kahti hai aa mil ke bahke 

tu jo kahe ban jaungi mai vahi mujhme sanam kya nahi 

mujhme sanam kya nahi 

chhu ke mera saya darpan bhi lalchaya 

par na tujhe pyar aaya par na tujhe pyar aaya

tujhko agar pati vo rang barsati 

leke tujhe dub jati leke tujhe dub jati 

tu jo kahe ban jaungi mai vahi mujhme sanam kya nahi 

mujhme sanam kya nahi

Explore this song