Roman script

to jo chahe wo kar le, hai aaj ye izazat

tu jo chahe wo kar le, hai aaj ye izazat

ye raat hai kayamat, ye raat hai kayamat

ye raat hai kayamat, ye raat hai kayamat

aaj ke bad sab kuch, alag hi hoga sab kuch

rahega yad hamesha, badal jayega sab kuch

ji bhar ke kar le, tu aaj aa shararaat

ye raat hai kayamat, ye raat hai kayamat

ye raat hai kayamat, ye raat hai kayamat

nahi tum tum rahoge, nahi hum hum rahenge

nahi khushiya rahengi, nahi koi gum rahenge

muskurake maang le, ek aakhari inayat

ye raat hai kayamat ye raat hai kayamat

ye raat hai kayamat ye raat hai kayamat

na jane kab kya hoga, na jane kya kya hoga

jaha me jo jo hoga, jaankar bhi kya hoga

sab bhul ke maza kar, bas mat kar shikayat

sab bhul ke maza kar, bas mat kar shikayat

ye raat hai kayamat ye raat hai kayamat

ye raat hai kayamat ye raat hai kayamat

ye raat hai kayamat ye raat hai kayamat

Explore this song