Roman script

baware naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

baware naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

tu zaldi bata de tere dil me kya hai

tu zaldi bata de tere dil me kya hai

dil me mere to chahat ki bala hai

dil me mere to chahat ki bala hai

bawre naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

bawre naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

sadiyo se tera mera vasta hai

lage aisa ke dono ka ek rasta hai

ho sadiyo se tera mera vasta hai

lage aisa ke dono ka ek rasta hai

na kal ka pata tha na ab ka pata hai

na kal ka pata tha na ab ka pata hai

yu hi sath chale ham rab se dua hai

yu hi sath chale ham rab se dua hai

dil me mere to chahat ki bhala hai

dil me mere to chahat ki bhala hai

baware naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

baware naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

lage aisa ke har ek pal ab to naya hai

sanso ki garmi me thandi hawa hai

lage aisa ke har ek pal ab to naya hai

sanso ki garmi me thandi hawa hai

diya bin jalaye khud jalne laga hai

diya bin jalaye khud jalne laga hai

ab lagta nahi ke koi fasla hai

ab lagta nahi ke koi fasla hai

dil teji se kyun dhadkane laga hai

dil teji se kyun dhadkane laga hai

tu jaldi bata de tere dil me kya hai

tu jaldi bata de tere dil me kya hai

dil me mere to chahat ki bala hai

dil me mere to chahat ki bala hai

baware naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

baware naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

baware naina luk chup rahna

jo bhi kahna chup chup kahna

Explore this song