Roman script
ho o o o oho o o o o ho aaja main hawao pe bithake le chalu tu hi to tu hi to meri dost hain aaja main khalao mein uthake le chalu tu hi to meri dost hain awaaz ka dariya hu, behta hu main nili raaton mein main jaagta rehta hu, nind bhari jheel se aankhon mein awaaz hu main aaja main hawaon pe bithake le chalu tu hi to tu hi to meri dost hain aaja main khalao mein uthake le chalu tu hi to meri dost hain aaja main khalao mein uthake le chalu tu hi to meri dost hain raat mein chandani kabhi aisi gungunati hain sun jara lagata hain tumase awaaz milati hain main khayalo ki mehak hu, gungunate saaj par ho sake to milale, awaaj ko mere saaj par aaja main hawaon pe bithake le chalu tu hi to tu hi to meri dost hain aaja main khalao mein uthake le chalu tu hi to meri dost hain awaaz ka dariya hu, behata hu main nili raato mein main jaagta rehta hu, nind bhari jheel se aankhon mein awaaz hu main o kabhi dekha hain saahil, jahan sham utarati hain kehate hain samunder se, ek pari guzarati hain woh raat ki rani hain, sargam par chalati hain re sa re sa re sa, sa re sa sa re sa aaja main hawaon pe bithake le chalu tu hi to tu hi to mera dost hain aaja main khalao mein uthake le chalu tu hi to mera dost hain awaaz ka dariya hu, behati hu main nili raaton mein main jaagti rehti hu, nind bhari jheel si aankhon mein awaaz hu main, awaaz hu main
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: A R Rahman
- Singer: Benny Dayal
- Film / album: Yuvvraaj (2008)
- Composer: A R Rahman
- Lyricist: Gulzar
- Actor: Salman Khan
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Katrina Kaif
- Actor: Zayed Khan
- Actor: Boman Irani
- Actor: Mithun Chakraborty
- Actor: Aushima Sawhney
- Actor: Subhash Ghai
- Actor: Anjan Srivastava
- Actor: Javed Sheikh
- Actor: Sulbha Arya
- Actor: Aparna Kumar
- Actor: Bhupinder Singh
- Actor: Jacqueline Grewal
- Actor: Chinmay Patwardhan
- Actor: Amrit Maghera
- Actor: Shehnaz Anand
Song video
singer: Shreya Ghoshal, A R Rahman, Benny Dayal
actor: Salman Khan, Katrina Kaif