Roman script

tu hi meri zindagi, tu hi meri aankho ki roshni
tu hi meri bandgi, tu hi meri raato ki chandni
suni hai fija, suna aasma
suna ye jahan, hai tere bina 
kya ye khwab hai, kya ye raaz hai 
kya ye dard hai, kya ye pyar hai 
tu hi meri bekhudi
meri duniya tu meri jami, tu hi meri aashiqi
tu mera sanam, mera hamnashi
dekhu tujhe, dekhu jidhar 
bas tu hi tu hai mera jigar
tujhpe fida ho gaye khuda
na honge juda, hai dil ki sada
tu hi meri zindagi, tu hi meri aankho ki roshni
tu hi meri zindagi, tu hi meri aankho ki roshni
tu hi meri bandgi, tu hi meri raato ki chandni
suni hai fija, suna aasma
suna ye jahan, hai tere bina 
kya ye khwab hai, kya ye raaz hai 
kya ye dard hai, kya ye pyar hai 
kya ye khwab hai, ye raaz hai 
kya ye dard hai, kya ye pyar hai 
ye karar hai, ye chain hai
ikarar hai, yahi pyar hai
kya ye khwab hai, ye raaz hai 
kya ye dard hai, kya ye pyar hai 
ye karar hai, ye chain hai
ikarar hai, yahi pyar hai

Song details

Song video

Watch on YouTube