Roman script
tujhko basaya jabse mujh mein khud ko bhula diya tera hi har pal chhaya hai aise main tera ho gaya ki tu hi mera jag sara haan tera khayal hai jaana hmm door kabhi na tu hona ke tu hi mera jag saara tune hi toh mujhko zindagi se baakif kiya haan tere hi liye ab behta hai har lamha hum raushani de jayengi teri raaton ko wajah ho aankhein bhul jayengi tere pyar ka sila, haan ki tu hi mera jag sara haan tera khayal hai jaana hmm door kabhi na tu hona ke tu hi mera jag saara kaise rahungi tujhse juda bhala kaise dhalega wo pal tere siwa qismat ki lakeeron mein tu basa hai iss tarah har katra mera chahe tujhko hi bepanaah ho paake hi tujhko odh lun baanhon mein ab sada ki tu hi mera jag saara haan tera khayal hai jaana hmm door kabhi na tu hona ke tu hi mera jag saara.
Song details
- Singer: Shubham Singh I
- Singer: Sumedha Karmahe
- Film / album: Main Zaroor Aaunga (2019)
- Composer: Sugat Dhanvijay
- Lyricist: Sugat Dhanvijay
Song video
singer: Shubham Singh I, Sumedha Karmahe