Roman script

tu hi hai mujhko jo de khushi, tu hi hai mujhme jo aa basi

tu hi hai ha tuhi hai wahi jiske bin main kuch bhi to nahi

saanso ka aana jaana tu, dhadkan ka gungunana tu

har pal dil kehta hai mujhe jeene ka har bahana tu

tu hi hai mujhko jo de khushi, tu hi hai mujhme jo aa basi

tu hi hai ha tuhi hai wahi jiske bin main kuch bhi to nahi

pal bhar me jaane kya hua tere chehre ko nazro ne jo chhu liya

dekha tujhko to ye laga Kismat ka taara mujhko tujhme mil gaya

tu hi hai ha mujhko jo de khushi, tu hi hai ha mujhme jo aa basi

tu hi hai ha tuhi hai wahi jiske bin main kuch bhi to nahi

saanso ka aana jaana tu tere bin main jee na sakunga

dhadkan ka ghunguna na tu

har pal dil kehta hai mujhe jeene ka har bahaana tu

tu hi hai ha tu hai wahi jiske bin main kuch bhi to nahi

tu hi hai ha tu hai wahi jiske bin main kuch bhi to nahi

Explore this song