Roman script

tu hawa tu jamin tu aasma main bhi waha

tu hawa tu jamin tu aasma main bhi waha

ude hum kaha judi hamari dasta

tu hawa tu jamin tu aasma main bhi waha

tu jahan

udne ki chaah hai bus udna hai mujhe 

har aasma se pare le jaau main tujhe 

udne ki chaah hai bus udna hai mujhe 

har aasma se pare le jaau main tujhe 

mile hum waha jahan naya ho jaha

tu hawa tu jamin tu aasma main bhi waha

tu jahan

sapno ki kashtiya behne de is tarha

tufan bhi aaye toh tham jaaye bo jara

sapno ki kastiya behne de is tarha

tufan bhi aaye toh tham jaaye wo jara

huye yu fana jiye hum sada

tu hawa tu jamin tu aasma main bhi waha

tu jahan

Explore this song