Roman script

tu hai kahan, tujhko nahi pata

tu hai kahan, tujhko nahi pata

raahe kahan teri, manjil hai kahan

raahe kahan teri, manjil hai kahan

tujhko yu darbadar dekh kar

bekhabar hai jahan

tu hai kahan, tujhko nahi pata

tu hai kahan, tujhko nahi pata

aaya tha hatho me, daman wo pyar ka

aaya tha tarsa ke, mausam bahar ka

aaya tha hatho me, daman wo pyar ka

aaya tha tarsa ke, mausam bahar ka

karan 

kab khili chandani, kab bhuji roshani

uth raha hai dhuaa

tu hai kahan, tujhko nahi pata

tu hai kahan, tujhko nahi pata

banne se pahle hi, kismat bigad gayi

basne se pahle, teri duniya ujad gayi

banne se pahle hi, kismat bigad gayi

basne se pahle, teri duniya ujad gayi

karan karan

kab talak ye falak likhega, dard ki daasta

tu hai kahan, tujhko nahi pata

tu hai kahan, tujhko nahi pata

ho najuk si ek kali, rondi pairo tale

mamta ke armano ki, dekho chita jale

najuk si ek kali, rondi pairo tale

mamta ke armano ki, dekho chita jale

hai karan karan karan

har ghadi bebasi, bekasi aur hai siskiya

tu hai kahan, tujhko nahi pata

tu hai kahan, tujhko nahi pata

Explore this song