Roman script

dekh zara tu dekh zara dekh zara agar dekh sake 

apne bando ka haal dekh zara 

khuda bane daulat wale hai inki aaj khudai 

khuda bane daulat wale hai inki aaj khudai

lut gaye hum kitne muklik ae malik teri duhai

hum bhi hai insaan tere kar itna kabhi khyal

dekh zara 

aaj khule bazaaro me insaan bika jata hai 

aaj khule bazaaro me insaan bika jata hai 

tere naam pe aaj tera imaan bika jata hai 

tu saka na tu ye bhi sone chandi ka jaal 

dekh zara 

foonk na de teri duniya ko kahi hamari aahe 

foonk na de teri duniya ko kahi hamari aahe 

nauch na le ye chand sitaare badh ke hamari baanhe 

ho na jaye jaat hamari naam tera parmat

dekh zara tu dekh zara dekh zara agar dekh sake 

apne bando ka haal dekh zara

Explore this song